shayari for love

Jaan kar bhi na jaan paau kuch is tarah se nadaan hu mai,

Mohabbat ka deep jalaye nafrato ke toofan se anjan hu mai,

Kese karu  mai paar mushkil hai ghadi  bhut

 Duniya ki is matlabi bheed mai gumnaam hu mai.

Manzil meri door hai safar abhi baaki hai ;

Shama ko bhi jalna hoga aesa parwaan hu mai.

Comments

Post a Comment