shayari for love
Jaan kar bhi na jaan paau kuch is tarah se nadaan hu mai,
Mohabbat ka deep jalaye nafrato ke toofan se anjan hu mai,
Kese karu mai paar mushkil hai ghadi bhut
Duniya ki is matlabi bheed mai gumnaam hu mai.
Manzil meri door hai safar abhi baaki hai ;
Shama ko bhi jalna hoga aesa parwaan hu mai.
Nice
ReplyDeleteTouching
ReplyDeleteNice
ReplyDelete